Man mojiMan moji is verified member. Feb 14, 2023 جناب فورم رولرولز میں تھا کہ جو بليك لسٹ ہو گا اسے رينك نہیں ملے گا ۔آپ بین ہوے تھے ۔بليك لسٹ ہو گئے ۔
جناب فورم رولرولز میں تھا کہ جو بليك لسٹ ہو گا اسے رينك نہیں ملے گا ۔آپ بین ہوے تھے ۔بليك لسٹ ہو گئے ۔
Jahan tak mujhay yad hai mainay sirf itna likha tha kay 2nd part bhi
jald update kar dain. Aisa kuxh tha.
Baki mujhay yad nahi mainay koi batameezi, bad language, ya koi rule toda hai.
Phir bhi agar anjanay main kuch huwa ho tu main mazrat chahta hoon.
Baki aap admin hain aap ko dikhai dai raha hoga main us tarah ki koi bhi harkat nahi karta. Meri posts daikh lain aur khud faisla karain.
Umeed karta hoon anjanay main hui kissi mistake par agar main block hua tha tu us par ghor kar kai mazrat kabool ki jayegi aur rank diya jayega.
Warna aap bata dijiye main doara id bana kar active hojaon tu main wesay kar kaita hoon. Jaisay aap munasib samjhain bata dain.