UPDATE .................................215
kiran bhi chaye baan ke le aai hum sab chaye peeny lag gy sath sath chachi mujhy hadiyat deny lag gi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, mona uar kiran dono ke chehray hi utray hooy thy ,,,,,,,,,,,,,, chacha ji bhi taxi le kar aa gay aur mujh se boly uth mera shair putar chalain tou main apni jagha se khara ho gia tou chachi ko milny laga tou chachi meray sar par piyar denay ki bajaye sofay se khari ho gi aur mujhay apnay galy se laga lia .................... jaisy hi chachi ne mujhay apnay galy se lagaya tou meri nazar kiran par pari jo hum ko hi dekh rahi thi ,,,,,,,,,,,, lakin aj kiran ke dekhny ka andaz aag barsanay wala nahi tha mujhay pata nahi kia sojhi main ne os ko ishara kar dia tou mera ishara dekhty hi os ka utra hoa chehara khil utha ,,,,,,, kiran ki mujhy samjh nahi aai keh wo chati kia hai kibhi mujhay dhamki deti hai agar main chachi ke qareeb bhi ho jawoon aur ab yeh haal keh main un se galy mil raha hun aur main ne os ko ishara bhi kia lakin wo smile kar rahi hai ,,,,,,,,,,
chachi se fargh ho ke main kiran aur mona se hath mila ke aur mafia ke sar par piyar de ke apnay choty cousion ko goad min utha ke piyar kar ke wahan se nikal aya aur apnay ghar se saman utha ke aur sab se mil ke aa ke chacha ji ke sath car min beth gia ur makan kaliye nikal aye ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
mujhay chor ke chacha ji wapis chaly gy mera kaheen bhi dil nahi lag raha tha mery 2/3 din bary hi udasi min guzray,,,,,,,,,,,,,,,,,, school ki dewar se bhi main bas normal hi dekhta tha aur bahar bhi kam hi jata tha bas college jata aur wapis aa jata ,,,,,,,,,,
raza mujh se ik din late shift hoa tha meri os se mulaqat wohi hoi thi jis mulakat min os ki dhulai hoi thi ,,,,,,,,,,,,,,,,, main ander se kafi sharminda tha keh jab os se samna ho ga tou kia kahoon ga ,,,,,, mujhay os se samna karny min kafi uljhan ho rahi thi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, jab raza se mera samna hoa tou main os se nazar nahi mila raha tha ,,,,,,,,,,,,,,,,, main ne note kia raza bhi mujh se koi bat nahi kar raha ,,,,,, main samjha wo mujh se araz hai lakin mera shak ghalat sabat hoa kionkeh jaisy hi os ko main akila mila tou wo meray pass aya aur mujh se bola
raza..yar babar tum se ik bat karni hai ,,,,,,,,,,,
main..han bol yar kia bat hai (main os se nazar chura ke bola)
raza.. yar tum ne wo bus wali bat kisi ko batai tou nahi
main.. nahi yar yeh bhi koi batany wali bat hai
raza.. yar meri sari umar tera ehsan mand rahoon ga ,,,,,,,,, plese agay bhi kisi ko na batana
main.. tum pershan na ho main kisi ko nahi batwoon ga
raza.. yar main ne bhi qasam utha li hai jab tak os kuti ki bachi ko bhary bazar min na chod loon ..................
main.. yar dafa kar jo ho gia so ho gia ( main ne os ki bat kat'ty hooy kaha)
raza.. nahi yar tum nahi samjhty meri kitni beizati hoi hai
main.. chal ab jany de ab hum ne konsa bus min ana jana hai
raza.. tu fiqar na kar main ne os ka pata kar lia hai sali mujh se nahi bachy gi
raza mujh se bat ayasy kar raha tha jaisy wo mera badla le raha hai main ne kaha nahi yar ab jany de es bat ko lakin raza apni zid par arra raha ,,, mujhy yaqeen tha wo sala kuch bhi nahi kar saky ga ab meray samnay bas dengiyan mar raha tha ... akhar min bola tu bas paka wada kar kisi se koi bat nahi kary ga tou main ne os se paka wada kar lia jaisy hi mujh se raza ki bat hoi wo ayasy normal ho gia jaisy kuch hoa hi nahi tha ,,,,,,,,,,,,,,,,,, main apny ghar se aa kar udas tha lakin os ko koi parwah bhi nahi thi
jis din week end par main ne ghar ana tha main bohat khush tha keh aj main ne wapis apnay ghar jana hai main subha jaldi utha aur tiyar ho ke college jany kaliye baqi sab par zor deny lag gia ,,,,,,,,,,,,,,,, sab normal andaz min tiyar ho rahy thy lakin mujhy kafi be chaini ho rahi thi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,, main raza ko le kar college ki tarf chal para baqi dost makan par hi thy abhi jaisy hi girls school ki had aboor ki tou samnay se teacher aa rahi thi apni beti ke sath ,,,,,,,,,,,,,,, main ne os ko dekh lia aur raza ne bhi dekh lia
jaisy hi hum zara qareeb hooy tou main ne raza se kaha tum agay chalty jawo ,, raza meri bat par chup ho gia aur chalta raha main ne qareeb aty hi teacher se salam kia jis ka unhoon ne jawab dia mujhay un ke hont tou nazar nahi aa rahy thy lakin main naqab se un ki ankhian dekh raha tha jin par smile thi ,,,,,,,,teacher khari ho gi,,,,,,,,,,,,,,,,
teacher.. babar tum shift ho gay
main.. ji baji aj tou main ne ghar jana hai
teacher.. tum ne bataya bhi nahi aur ghar bhi chakar nahi lagaya
main.. baji bas time hi nahi mila
teacher.. yeh larka phir tumhary sath hai ( teacher ne ayasta se raza ki tarf ishara karty hooy kaha jo ik side par khara tha)
main.. baji yeh bhi esi makan min rehta hai
teacher.. matlab tumhari es se paki dosti hai
main.. nahi baji ayasi bat nahi hai
teacher.. theek hai tum jawo aur gawoon se aa ke ghar chakar lagana
main.. ji baji theek hai
main raza ke pass aya tou wo meri tarf hi dekh raha tha aur smile kar raha tha mujhy kehnay laga tum tou chupay rustam niklay kash os din os ki bachi main ne uthai hoti tou ab tak yeh meray neechy hoti
UPDATE .................................216
mujhay raza ki bat pasand nahi aai main ne os se kaha yar main ne os din bhi tum se kaha tha teacher ke bary koi galat bat na kia karo wo ayasi nahi hai aur tum jitnay phanny khan ho main dekh chuka hun ,,,,,,,,,, main ne raza se uljhay lehjhay min bat ki tou wo samjh gia os ki bat mujhy pasand nahi aa rahi
raza.. yehi masla hai tum jaisy logoon ka keh koi thori si lift karwa de tou dosti bhool jaty ho aur hum hin yaroon par sab qurban kar dety hin
main.. yar main dosti nahi bhoola bas itna kaha hai har kisi ko gandi nazar se na dekha karo
main aur raza es ke bad khamoshi se college gy wahan se main jaldi wapis aa gia aur apna bag uthaya aur aday par aa gia aur bus par swar ho ke ghar aa gia ,,,,, main ghar jaldi hi aa gia tha ,,, abhi sham nahi hoi thi ,,,,,,,,,,,,,,,main ne dekha meri behnian kitchen min busy hin aur bad min pata chala keh wo meray liye khana tyar kar rahi hin main ammi ji se mila ,,,,,,,,,,,,,,,, mujhay aj un ka piyar nazar aya amma ji se mila abba ji bhi ghar par hi thy main khud ko aasman ki koi makhlookh samjh raha tha sab ko mera hi intizar tha ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,
hum sab barmanday min bethay thy sab mujh se ayasy batain kar rahy thy jaisy main ik hafty bad nahi koi 5 saal bad ghar aya hun ,,,,,,,,,,,,,,,,,
chaye wagira se fargh ho ke main chacha ji ke ghar kaliye nikal gia ,,,,,,,,, chachi ji kitchen min thi jo mujhy sehan min hi nazar aa gi main seedha un ke pass gia aur aj main ne khud apny bazoo khol ke un ko galy laga ke mila wo bhi mujhy se galy mili aur sar par bosa dia .................. chachi ji ne chaye pani ka poocha tou main ne bata dia keh pi kar aya hun un se mil kar main haal room min aa gia tou mona ,,, mafia aur un ka bhai wahan thy kiran nahi thi ,,,,,,,,,,,,,,,,
main ne dekha mona pehlay ki nisbat thora sa tiyar ho ke bethi thi ,,,, halki ghulabi lipstik bhi lagai hoi hai ,,,, bal bhi khuly thy jo pehlay bandh ke rakhti thi ,,,, mujhay tou ayasy laga jaisy wo mera hi intizar kar rahi thi aur saj dhaj ke bethi thi ,,, mujhay dekhty hi os ki smile rokny se bhi nahi ruk rahi thi ,,,,,,,,,,,,, mafia jaldi se uthi aur mujh se chimt gi ,,,, mona ke bhai ko utha ke main ne piyar kia ( yeh mona ki wajha se nahi mujhy waisy hi un sab se bohat piyar tha wo bhi mujh se bohat hi piyar karty thy) un dono se mil ke main mona ki tarf barha jo khari thi ,,, meray hont aur gala khushak ho chuka tha kionkeh mujhay patta tha main ab kia karna chata hun ,,,,,,,,,,,,,, main ne khushash halaq se hi mona se poocha kiran kaha hai tou wo boli naha rahi hai ,,,,,,,,,,
mujhay aur tou kuch na sojha main os ke kamray ki tarf chal para aur kamray ke darwazy par punch kar main ne peechy dekha tou mona mujhay hi dekh rahi thi main ne apni ankhoon se os ko aany ka kaha ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, mona ne ik bar mafia ki tarf dekha aur phir kamray ki tarf aa gi,,,,,,,,,,,,,
jaisy hi kamray min aai main ne os ko apni bahnoon min bhar lia wo bhi meray galy lag gi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, mona pehlay jaisi nahi thi ,,,,,,,,, hum dono ayasy ik dosray ko mil rahy thy jaisy saddiyoon bad mily hun ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, na hi mona mujh se alag hoi aur na hi main ne os koapny bazoon ke hasar se alag kia tou dosray room se bathroom ka darwaza khulna ki awaz aai touhum dono ik dosray se alag hooy ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, main mona se bola keh lagta hai kiran ne naha lia hai aur bahar aa gia aur aa ke sofay par beth gia ,,,,,,,,,,,,, mona kamray min hi thi keh kiran sar par tawal lepaity hooy haalroom min aa gi aur mujhy dekhty hooy bary hi ada se smile se pass aa ke boli bara intizar karwaya hai tum ne ,,,,,,,,,,,,,, kiran ne jaisy hi kaha tou main ne os ko kamray ki tarf ishara kia keh mona hai wo bhi meri bat samjh gi aur bat ko badal gi aur osi kamray min chali gi phir mona bahar aa gi aur mujh se boli main ap kaliye chaye lati hun aur yeh keh kar bahar nikal gi tab kiran wahan aa gi aur mujh se boli tum bata nahi sakty thy keh wo ander hai ,,,, main ne kaha mujhay kia pata tha tum kia kehny wali ho ,,,,,,,,,,,,,,
hum sab haal room min bethay chaye pi rahy thy ,,,,,,,,,,,,, chachi ji meray sath hi sofay par bethi thi ,,,,,,,,,,,,, mona aur kiran samnay thi dono hi bohat khush nazar aa rahi thi dono ke chehray nikhray nikhray thy ,,,,,,,,,, husan ka shahkar thi ,, shakl wa surat ke hasab se chachi par gi thi ,,, chachi ab bhi bohat fit thi lagta nahi tha jawan bachoon ki maan hin ............. chachi mujh se boli
chachi.. babar putar dil lag gia wahan
main.. ji chachi ji lag hi jana tha
kiran.. kis se lag gia dil ( shararti andaz min boli tou sab hi hans pary)
chachi.. tum bazz aa jawo kiran ki bachi
main.. chachi ji main es ki wajha se hi yahan se gia hun aur yeh hai keh ab bhi baaz nahi aa rahi
kiran.. meri wajha se kion gy main ne kia kaha hai
main.. tum har waqat mera khoon sukati rehti ho ( dil ki bat munh par aa gi)
kiran.. tum insan bana karo tou main tumhara khoon na sukaya karoon
main.. acha yeh bat hai tou ab ki bar main maheenay bad wapis awoon ga
kiran.. mujh se darny ki zaroorat nahi hai ,,
chachi.. mera bacha kion dary tum jaisy churail se ( chachi ne mujhay apnay sath laga lia)
jaisy hi chachi ne mujhay apnay sath lagaya tou meri nazar kiran par hi thi jo mujhay hi dekh rahi thi ik bar oske chehray se smile khatam hoi tou main peechy hatnay laga tou foran hi os ke chehray par smile aa gi aur boli
kiran.. theek hai ji ,,,,,,,,,,,, hum se darny ki zaroorat nahi hai ,,,,,,,,,,,,, (shookhi se hi boli aur sab hans pary)
bas ayasy hi batain hoti rahi aur pir main ghar aa gia raat ko khana kha ke main dobara un ke ghar gia tab chacha ji aa chuky thy un se mila aur thori dair bad apnay ghar aa gia ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, apnay ghar aa ke mujhy khushi se neend hi nahi aa rahi thi ,,,,,,,,,,,,,,,,,