Offline
UPDATE .................................233
meri bat sun ke baji khamosh ho gi ,, aur main ne bhi un ko zaida kureedna munasab na samjha ,,,,, kionkeh baji arfa mujhy pehlay din se hi achi lagi thi aur baji arfa ik gharelo aur parda dar khatoon thi os ke bawajood bhi wo mujh se parda nahi karti thi ,,, mujh se apniyat se paish aati thi ,,,,, aur main ne bhi un ki izat min kibhi koi kasar nahi chori thi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, baji arfa ko khamoosh dekh kar main apni jagha se khara ho gia aur kaha
main..baji main chalta hun
baji arfa.. nahi babar abhi theroo main tum ko paisy la kar deti hun kuch pakany kaliye la do tab tak main bachioon ko parha loon aur phir chaye pii kar jana
main.. baji main ap ko saman la deta hun aur chaye main ne nahi peeni
baji arfa.. chaye kion nahi peeni ,,, abhi tou tum koi sabzi la do aur yahan hi bethna aa kar
yeh keh kar baji ander chali gi aur mujhay paisy la kar diye main ne un ka bataya hoa saman la kar bethik min hi rakh lia ...... ....................... aur sochany lag gia keh koi na koi bat zaroor hai jo baji arfa mujhay nahi bata rahi .................. kuch dair bad baji bethik min aai
baji arfa.. le aye tum sabzi
main.. ji baji le aya (shaper un ko de dia aur kaha) baji main ab jawoon
baji arfa.. tum ander aa jawo bachiyan chali gi hin ,,, main chaye banati hun
main ne dobara un ko inkar na kia aur un ke peechy ghar ke ander aa gia ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, baji arfa chaye bana ke le aai main kamray min un ki bachi se khail raha tha un ki bachi bhi mujh se kafi manoos ho chuki thi ,,,
baji arfa.. chup chup kion ho babar
main.. nahi baji ayasi tou koi bat nahi hai
bahi.. bat tou hai aur mujhay pata bhi hai kia bat hai
main.. ap ko kia pata jab koi bat hai hi nahi tou
baji arfa.. acha acha ab bano mat ab batwo kia pooch rahy thy
main.. kuch nahi pooch raha tha
baji arfa.. naraz ho gy kia
main.. nahi baji ayasi koi bat nahi hai ,,, main ap se kion naraz hun ga ,,,, wo tou main ne waisy hi pooch lia ap se mujhy laga tha ap kuch pershan aur udas lag rahi hin
baji arfa.. babar tum meray bhai ho ab main tum ko kia batwoon keh main pershan kion hun
main.. baji ap bhai bhi kehti ho aur apni pershani bhi nahi batati
baji arfa apny hath min chaye ka cup pakray nazrain neechy kiye hoy khamosh bethi thi mujhy ayasa lag raha tha jaisy wo kisi gehri soch min dobi hoi hin main ne un ko gum sum dekha tou dobara poocha .................
main.. baji khairyat tou hai kia pershani hai ,,,,,,,,, sir tou theek hin na
baji arfa.. tumhary sir bilkul theek hin ,,,,,,,,,,
main.. tou kia bat hai phir ,,,,,,,,,,,,,, kia un se koi jaghra ho gia hai?
baji arfa.. nahi babar ayasi koi bat nahi hai ,,,,,,,,,,,,,,,un se jaghra nahi hoa mera ,,,,,,,,,
main phir chup ho gia aur mujhay yaqeen ho gia keh koi na koi bat zaroor hai ,,,, ab main munasab nahi samjh raha tha un se bar bar poochoon ,,,,,,, meri khamoshi dekh ke akhar wo boli
baji.. main tum ko batwoon bhi tou kia batoon ,,,,,,,,,,,,,,,, tum ne aj mehsoos kia hai main udas hun ,,,,,,,,,,,,,,,, babar meri tou qismat hi soi hoi hai ........
main.. baji akhar hoa kia hai ,,,,,,,,,,,,, kuch batain gi bhi mujhay ,,,,,,,,,,,,,,,, ho sakta hai hum mil kar ap ki pershani ka koi hall nikal lain
baji arfa.. nahi babar meri pershani ka koi hall nahi hai ,,,,,,,,,,,, main ne apnay hathoon apni sukh apni khushian khatam ki hin ,,,,,,,,,,,, main ne khud un ka gala ghont dia hai
main.. kia matlab baji main ap ka matlab samjha nahi ,,, ap kehna kia chati hin
baji arfa.. babar main wo bad naseeb hun jis ka daman khali hai ,,,,,,,,,,,,, mera koi bhi apna nahi hai ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, tum ko apna samjha hai aur mujhay lagta hai tum bhi chaly hi jawo gy akhar
main.. baji ap ayasa kion soch rahi ho ,,,,,,,,,,,,,, ap bad naseeb nahi ho ,,,, aur jahan tak meri bat hai baji main ayasa nahi hun ap ayasa kibhi sochna bhi na
baji arfa..tum nahi janty kuch bhi,,,,,,,,,,, tum abhi bachay ho ,,,,,,,,,,,
main.. baji main kia nahi janta ,,,,,,,,,,,,,,, ap mujh se har bat share kar sakti ho ... main wada karta hun ap ko pershani se nikal dun ga ,,,,,,,
baji.. nahi babar ayasa nahi ho ga mujhy pata hai jo pershanian main ne khud apny hissay min li hin wo khatam nahi ho sakti
main.. baji ap ik bar mujhay batwoo tou sahi akhar kia bat hai
baji arfa.. tou babar phir aj ik wada karo jo bhi tumhari aur meri bat ho gi tum kibhi bhi kisi ko nahi batwoo gy farid ko bhi nahi batwoo gay
main.. baji main wada karta hun ap ki kibhi bhi koi bhi bat kisi ko bhi nahi batwoon ga aur sir farid ko bhi nahi batwoon ga
baji arfa thori dair sochti rahi phir mujhy dekhny lagi ,,,,, main un ke chehray ki pershani ko pehlay hi samjh chuka tha aur jan chuka tha keh koi na koi bat hai main ne dobara un se kaha baji mujh par yaqeen rakhoo main ap ki bat kisi ko nahi batwoon ga ap jo bhi bat hai mujhy batwoo mujhay *************** par yaqeen hai es ka koi na koi hall nikal aye ga ,,,,,,,,,,,,,,,,,, meri bat sun ke baji arfa boli tou phir suno,,,,,,,,,,,,,,,,,,
UPDATE .................................234
baji arfa.. babar tumhary sir ki ik aur shadi bhi hai
main.. baji ap ne kion hony di un ki shadi ( main ne heriyan hoty hooy kaha)
baji arfa.. main un ki dosri bv hun ,,,,, wo pehli hai
main.. tou ap ne kion ki un se shadi
baji arfa.. qismit min thi babar ,,,,,,,,,,,,,,,, qismat par kisi ka zor nahi
main.. baji tou ab kia masla hai
baji arfa.. babar tum abhi bachy ho tum nahi samjh sakty ,,, jo ghalti main bught chuki hun os ka khamiyaza main sari umar bughtoon gi ,,,,,,,,,, main har waqat sochti hun mera kia mustaqbal hai ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, meri bachi ka kia bany ga ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
baji arfa bat bhi kar rahi thi aur main dekh raha tha un ki awaz bhari hoi thi un ki ankhian num ho chuki thi wo phir boli
baji arfa.. babar wo tou sab se milty hin lakin main................. (itna keh kar wo chup ho gi)
main.. kia matlab baji ,,,,,,,,,,,,,,, ap apnay ghar waloon se nahi milti
baji arfa.. nahi babar jab se meri shadi hoi hai main ne apny ghar waloon ki shakal tak nahi dekhi
main.. lakin kion baji,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, kia sir ne ap ko ana kia hoa hai
baji arfa.. nahi babar unhoon ne mana nahi kia ,,,,,,,,,,,,,,,, meray ghar waloon ne mujh se rishta tor dia tha
main.. kion baji ayasa kion kia unhoon ne
baji arfa.. babar jab koi larki apny maa baap ki izat meri tarh khak min milati hai os ke sath ayasa hi hota hai ..........................
baji arfa ne ab hichkioon se roona sharoo kar dia ,,,,,,,,,,,,,,,, mujh se un ka rona dekha na gia main ne un ki bachi ko jo meri goad min thi ko apni chair par bethaya aur khud un ke un ke pass chala gia aur un ke sar par hath rakh kar kaha ,,,,,,,,,,,,,, baji jo hota hai achy kaliye hota hai ap pershan na hun lakin baji arfa thi keh aj hi apni ankhoon ka pani khushak karna cha rahi thi jab baji arfa chup na hoi tou main ne un ka sar apnay hathoon se oper kia aur apni unglioon se un ki ankhoon ka pani poochny lag gia ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
aj pehli bar thi keh main baji arfa ke itny qareeb tha aur un ke jisam ke kisi hissay ko touch kar raha tha ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, lakin meri niyyat kharab nahi thi main un ko dalasa de raha tha aur jaisy hi main ne un ki ankhian saaf ki tou baji arfa ne apnay hath oper kar ke meri kamar ko thapkaya aur kaha babar aj pehli bar main ne kisi se apna dukh share kia hai ,,,,,,,,,,,,, please tum es bary farid se kibhi bhi koi bat na karna ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
main.. baji main bhala un se kion koi bat karoon ga ap ne ayasa soch bhi kaysy lia ,,,,,,,,,,,,,,, mujhay tou un par gussa aa raha hai
baji arfa.. un par gussa kion aa raha hai ( thora smile se apnay ansoo poonchty hooy)
main.. baji unhoon ne ap ke sath acha nahi kia ( main dobara ja ke apni jagha pr beth gia aur ab baji arfa bhi kuch normal thi aur hum chaye bhi peeny lag gy)
baji arfa.. babar yeh qismat ki batain hin insan sochta kuch hai karta kuch hai aur hota kuch hai
baji arfa batain kar rahi thi mujhy kuch yad aa gia keh jab bethik min main aya tha tab baji arfa sir farid se kusr pusar kar rahy thy aur sir ne meri tarf dekhty hooy kaha tha haan tum theek keh rahi thi ,,,,,,,,,,,,,,,, mujhy wo bat yad aai tou main sochny lag gia keh wo kia batain tab kar rahy thy aj moka tha keh main baji arfa se poochoon ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, meri mushkal khud baji arfa ne aasan kar di unhoon ne mujhy chup aur gum sum dekhty hooy poocha
baji arfa.. ab tum kin sochoon min gum ho gay ho
main..kuch nahi baji ( main baji arfa ki awaz par chonkty hooy bola)
baji arfa.. bat tou hai kuch na kuch .................. kaheen tum ne bhi tou dosri shadi nahi ki hoi ( sath hi hasnay lag gi)
main.. nahi baji .......... main ne...... tou........
baji.. es ka matlab hai tum ne ki hoi hai jo bokhla gay ho aur sochoon min gum ho
main.. baji mazaq na karain na
baji.. acha nahi karti ................yeh batwo kia soch rahy thy
main.. baji ik bat batain ,,,,,,,,,,,,, ap ne aur sir ne kia bat ki thi jab sir ne ap ne kaha tha haan tum theek keh rahi thi
main ne baji arfa ko wo din yad karwaya tou wo boli
baji..babar tum mano gy nahi lakin tumhari shakal meray choty bhai se bohat milti hai ,,,,,,,,,,,,, main ne jab tum ko dekha tha tab ik bar tou mujhy laga tha meray samnay daniyal ( aa gia hai ,,,,,,,,,,,, yaqeen karo os ki shakal tum se bohat milti hai os ki age bhi tum jitni hi ho gi ,,,,,,,,,,,,,,, mujhay os se bohat piyar hai ,,,, babar mujhy wo bohat yad ata hai
baji arfa ki ankhian apnay bhai ki bat karty hooy dobara num ho gi tou main dobara apni jagha se utha aur un ke pass chala gia aur un ke pass khara ho ke un ke sar ko apnay sath lagaya aur thora thora daba ke kehny lag gia
main.. baji mujhay ap damiyal hi samjhian
baji.. babar tum ko bhai hi samjha hai tou sab batain tum se kar rahi hun ,,,,,,,, main ne hi farid se kaha tha keh ik larka bachi ko chor ke gia tha wo hu bahu daniyal jaisa hai aur main ne hi un se kaha tha wo tum ko phara dia karain
humari batain kafi dair tak chalti rahi ,,,,,,,,,,,,, os ke bad baji arfa ne kaha main khana banati hun tum kha kar hi jana tou main ne dhakay chupy alfaz min kaha keh baji acha nahi lag raha yahan mujhy khana aur sir bhi nahi hin ,,,,,,,,,,,,, meri bat sun ke baji boli yeh kaysi bat kar rahy ho main ne tum ko apny dil ki sari batain bata di aur main tum ko kia samjhti hun tum phir bhi yehi soch rahy ho keh farid nahi hai yahan ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, aj ke bad ayasa kibhi sochna bhi na
khany ke doran bhi main un ke pass kitchen min aa gia aur un se batain karta raha baji arfa ne mujhay bataya keh wo sir faried se tution parhti thi aur un ki love ho gi aur unhoon ne ghar se bagh ke shadi kar li ,,,,,,,,,,, aur ik bar unhoon ne apny parents ko manany ki koshash ki lakin wo nahi many aur qata talaq ho gay ,,,,,,,,,,un ki ik choti behan aur ik bhai hai ,,,,,,,,,,,,,,, apni shadi ke bad pata chala ke sir farid ki pehlay bhi shadi ho chuki hai aur un ke bachy jawan hin ,,,,, un ki bv aur bachoon ne bhi baji arfa ko accept nahi kia ,,,,,,,,,,,, apni majbori kaliye unhoon ne job ki kionkeh sir farid apni tankhawah pehli bv aur bachoon ko dety hin