Goraya99
Well-known member
Offline
- Thread Author
- #1
Story ek aise ladke ki jiske maa baap ko dhokhe se maar diya aur bachpan mai he usai pyar ke liye taras ne ko chod diya gaya Uske apne he pariwar ke logo ne usai tad paya rulaya ..tab uske dadaji ne uski ungli thami.Apne dard ko chupa kar usai layak banane ke liye apne se 5 saal dur kar diya janha mila usai uska pyar aur usne bi usai dhokha de diya..ab uska maksad sirf badla lena tha jab wo louta toh NIRWANA banke tuta apne dushmano par jo tadpata tha tadpata tha dushman ki rooh ko....aur is safar mai usai jaan se jayda pyar karne wali mili par pyar ke naam se he ab usai nafrat ho gayi thi...pyar emotion aur action ka safar....Raj -- hero of the family...